''Unke aanay ka hai imkaan khuda khair karay''
''Dil pe guzray ga ye toofan khuda khair karay''
''Wo to hain oonchay mehlon k rehny walay''
''Aur mere ghar bayabaan khuda khair karay''
''Unka kehna hai k mehfil mein uthaaengy naqaab''
''mere kho jaye na emaan khuda khair karay''
''Wo ye kehtay hain is baar judai hogi''
''Mein ye kehta hoon meri jaan khuda khairy karay''
''mein ne maangi hai wafa aur wafa k badlay''
''Usne maangi hai meri jaan khuda khair karay''