Kisi se pyar karti hon hamesha haar jati hon
Mian jitni baar karti hon hamesha haar jati hon,
Kabhi sham se pehle kisi jana ki aankhon se
Ye aankhen chaar karti hon hamesha haar jati hon,
Kabhi kisi mehfil mainwafa ki guftagu per
Jab takrar karti hon hamesha haar jati hon,
Nigahon main tu doosron se bazi jeet jati hon
Tu jab izhaar karti hon hamesha haar jati hon,
K shied is dafa koe muje apna bana le ga
Hamesha pyar karti hon hamesha haar jati hon.