First topic message reminder :
salam my app fr
doston aj wesay he main farig betha hova tha to main ya soch raha tha kay hamaray kuch dost theard laga ker kuch na kuch mazak kertay rehtay hain jesay killer bahi nay nastay wali theard lagi or muazam bahi nay anday wali to main nay socha kay main kyun pehchay rahon :032:
ab main ata hoon apni thead ki taraf doston hum aksar kuch asi awazain suntay hain jo koi rerhi wala lagata hai ya phir kisi truck ya riksha kay pehkay kuch na kuch likha hota hai hum wohi awaz ya likha hova yaha per shair karain gay hum jo bhi share karain kay saath ya batana kay kay ya kaha perha hai or ager kisi rehrhi walay ka koi diolouge bolo to wo bhi batana ho ga kay kay ya rehhri walay ka diolouge hai
rehrhi wala :- challi rait wala challi :032:
rikhsha :- kithay chalay ho sonion
app kisi ka bhi jumla kabhi bhi kahi bhi bool saktay hain
duaon ka talabgar app ka dost Banjara