Kisi ne kaha tha kisi se kuch na kehna..!

Lage chot dil pe to khamosh rehna..!

Jahan chot khana wahin muskurana..!

Magar muskurana is ada se k ro de zamana!















kisi ki Awaaz k liye Dil tarasta hai

kisi k Intzaar men Dil Tarapta hai

Kya kahein is Dil_E_NADAN ko

Jo apna ho kar b kisi or k liye Dharkta ha.