Salam Dosto being Younger hum apne Country ki Power( Electricity ) Kasay Increase kr skty hain ? Kia Mhngai km ho skti ha ?
Yha Sb inqlab Kasay aya gha ?
Yha Sb inqlab Kasay aya gha ?
Banjara wrote:sab say pehlay to welcome janab
2nd app nay sawal he asa mushkil kiya hai kay is ka koi kia javab day
sab ko gussa or sochnay pay majboor ker saktay hain
wesay ager hamaro government apna bijli ka bill pay ker day to is ki kami puri ho sakti hai
or mehngai kab kernay kay liay pehlay raw material ko sasta kerna ho ga
jitna sasta hum raw material produce karain gay utni he mehngai kam ho gi
ya phir hamaray subha balojistan main jo gas , oil pr coal kay kay zakhair dariyaft hovay hain un say in sab cheezon pay control kiya ja sakta hai
kehtay hain kay ya jo zakhair hain is gadar ziyada hain kay ager hum 1 sadi tak puri duniyan main bhi supply karain tab bhi khatam nahi hoon gay

SHAITAN wrote:بجلی کی کمی کا آسان اور سستا ترین حل ہے، سولر انرجی سسٹم۔
ہمارے ملک کی آب و ہوا، سولر انرجی کے لیے بہترین ہے، مگر اس ٹیکنالوجی کو ہمارے ملک میں انٹروڈیوس کرانے کے لیے حکومت کو خلوص نیت سے کام کرنا ہوگا۔
اور جہاں تک مہنگائی کا تعلق ہے، مہنگائی کا مسلہ کچھ تو انٹر نیشنل وجوحات کا مرہوں منت ہے، اور زیادہ مہنگائی کا سبب ہم پاکستانی قوم خو ہیں۔ ہم صرف دوسروں کی نقل کرتے ہوئے، ہر اس چیز کو خریدنے کی کوشش کرتے ہیں، جس کی ہم مین استطاعت ہی نہیں ہوتی۔ نمودونمائش کا بے جا استعمال ہی مہنگائی کا سبب ہے۔
|
|