is ki installation ka tareq-e-kar bhi bata dain take kuin ke is main to kafi sari files hain ..........
1-Urdu Unicode Solution for INPAGE Usage
2-UUS
3-iun6002.exe
4-Unicode Solution.exe
in main say kis file ko run karna hai ........ aur saath saat main yeh bhi bataian ke pehle kis file ko run karna hai aur bad main kis file ko run karna hai
Thanks