Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu PoetryLog in

descriptioncompletekabhi na aao paas mery

more_horiz
kabhi na aao paas mery Rainy-10

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
Buhoot hi umdah...............Raja Bhai buhot hi umdah........ bus aik choti si galti hai .......woh yeh ki aap ne background ko chota nahi kia ......... agar aap background ko chota kar date ........ aur font color white kar date ........ buhoot acha lagta ............phir bhi RAJA bhai aap ne buhoot acha baniya hai.........
aur lag rah hai ke aap ne is per kafi mehnat ki hai ........... really mujeh buhoot kushi ho rahi hai ke aap ne apni mehnat say baniya hai......... zabardast bahi ....... buhoot hi umdah.......
umeed hai ke yeh pehli aur last nahi ho gi humain aap ki mazeed designed ka bhi intizar rahe ga...... magar..........! be'chanee say...........
wasalam-o-alikum
aap ka bhai Mehboob @ KHAN JAN

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
THANKS BHAI JAN BOHT BOHT AAP NE MERI GHALTI PAKRI BOHT ACHA LAGA MUJY KHUSHI HUI K AAP KO PASAND AYA WESY BACKGROUND KO KESY CHOTA KIA JATA HY BHAI JAN.BTA DO

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
Background ki layer per click karo phir key bord say Ctrl+T dabo us ke bad sara Background select ho jaye ga phir background ko kisi bhi aik kone say pakar kar Shift ka button daba kar rakh kar..... mouse say Right click kar ke button pakar kar ....... us ko chota kar lain..........
umeed hai ke aap samjah gaye hon ge ....... agar kuch samjah na aaye to dobara poch sakte hain ......
Tutorial section main

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
O HO THANKS BHAI MUJY SAMJH A GAI HY OR MAIN NE CHECK BHE KER LIA HY THANKS

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
v v v v v nice jasim bahot he nice design ha......

thore thore galteyan hain jo k soro soro ma hote hain jasa k mere designs ma b hote hain ahsta ahsta theek ho jayen ge ... keep it up

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
han sir Allah khair kry ga inshaAllah

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
wah kya baat kya baat kyaa baaaat.. A happy smiley

thanks

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
THANKS JNAB

descriptioncompleteRe: kabhi na aao paas mery

more_horiz
privacy_tip Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
power_settings_newLogin to reply