‎"Pas hotay to koi shararat karta....
tujhay le kr bahon main mohabbat karta

dekhta teri ankhon main neend ka khumar
apni khoi hui neendon ki shikayat karta

dil hi tha wo bhi us k paas tha
rat bhar jaag kar kis ki hifazat karta

meray mazhab main shirk haram hai
warna qasam khuda ki teri ibadat karta"