kabhi aansuon ki barish he
"mohabbat"
kabhi hansi ka jaam he
"mohabbat"
kabhi dil ki jalan he
"mohabbat"
kabhi dil ka aaram he
"mohabbat"
kabhi tanhai ki tarha be-naam he
"mohabbat"
kabhi be-naam zindagi he
"mohabbat"
kabhi zindagi kehti he
mera naam hai :
"MOHABBAT"