main tum say payar nahi kerta
tumhari ankhain dehtay he doob sa jata hoon
tumhari hansi suntay he hans jata hoon
tumhari muskan say muskura sa jata hon
mager main tum say payar nahi kerta
main tum say payar nahi kerta
tumhari yaad main aksar kho jata hoon
tumhari batain yaad kertay he ro jata hon
tumhain yaad kertay kertay khud ko bhool jata hoon
tumharay ziker pay khamosh sa ho jata hoon
mager main tum say payar nahi kerta
main tum say payar nahi kerta
phoolon ko dekhtay he tum yaad ati ho
chand main aksar tumhara Aks talash kerta hoon
rait pay aksar tumhara naam likhta hoon
mager main tum say payar nahi kerta
main tum say payar nahi kerta
Ankhain band kertay he tum dekhai deti ho
tanhai main khud say batain kerta hoon
khawabon main tum ko talash kerta hoon
taron say aksar tumhara naam likhta hoon