Dosto ajj main apko chewing gum k baray main kuch batain bataon ga.
dosto hum jo bhi cheez moun main daltay usko moun main lubricate aur absorb karnay k liya 1 secretion nikalta hai jisay saliva kehtay hain.
saliva jab hum chewing gum khatay hain tu nikalta hai magar chewing gum ko absorb nahi karta.
iss saliva k nikalnay k sath sath humaray stomach (medah) main se bhi gastric secretions hoti hain jin main main HCL aur dosre enzyme hotay hain.HCL bohat zayada PH 2.5 main release hota hai taka aanay walay food ko digest kar sakay.
maagr chewing gum ander nahi aati aur ye iss doran nikalta he rehta hai.
bina food k yeh tamam acid aur enzyme jab stomach main zayada dair rehtay hain tu yeh stomach ki epithelial lining ko he digest karnay lagtay hain.
iss tarh stomach ki lining destroyed hoti hai aur zakham ban jatay hain. in ko hums ulcers kehtay hain. yeh barh kar cancers bhi saktay hain.
iss ki waja smoking, candies, gums aur toffes hain aisi food jo sirf mouth main rehti hai stomach tak nahi aati.
humhe in ka isstamaal kam se kam karna chahia kio k yeh humaray liya nuqsaan day hain.
(ooper di gai tamam information research basis par pesh ki gai hai)
apne bachon ko in k bajai fruits, juices aur healthy food items ki taraf raghib karain agar choti umer main hum un k mind main in cheezon se na pasandadgi peda karain ge tu yeh adaat ta umer pokhta ho jai gi.
shukariya