Dear Doctor ..........
yeh adhy sir ka dard kia hota hai aur q ?
yeh adhy sir ka dard kia hota hai aur q ?
faisal141 wrote:zain bhai adhay sir ka dard tab hota hai jab MIGRAINE ki shikayat ho.
iss main 1 taraf dard aur matli si hoti hai.
light aur shor se takleef main izafa honay lagta hai.
insaan kafi hadh tak tense ho jata hoon.
khawateen main yeh zara zayada hota hai mardoon ki nisbat.
iss ki waja kia hoti hai yeh theek tarah se nahi maloom ho saka.
magar kaha jata hai k brain stem main ca and phosphourus ki deficiency ki waja se hota hai.
!PU! Admin wrote:Dear zain bahi ma ap k sawal ko new topic ke skel da kar alda kar raha hun rules wale thread sa tank dusra member b es ka title dak kar es bara ma doctor saheb sa sawalat kar saken aur malomat hasel kar saken.....
|
|