ajj mera app se aik swal hai kya male and female equal hain ?
yar male ki shan ziyada hai ?
ya female ki shan ziyada hai ?
mere khyal me 98% ne kehna hai equal tu mera asal swal bi un se hai jo kehty hain equal
agr equal hain tu y ladys r first ?
aur mard ka aurat pe hath uthana us ki shan k kyun khylaf hai jab k both r equal?
(muje abi aur batien yad nahi aa rahin agr kise ko yad aa jayin jo mard kehty hain like shan tu plz likh dejey ga)