Aslamoalaikum sajnon mitro tay yaro
Main to khariyat say hoon or umeed kerta hon kay app sab log bhi hattay kattay hoon gay
Dosto aj main subha say boor ho raha tha to socha kay kyun na main koi topic he shuro ker doon
Theard kay naam say app ko topic ka to pata chal gaya ho ga kay is thread main hum shadi kay baray main behas karain gay
Jee to dosto jaldi jaldi batao kay
[color:4470=green[1] App ki shadi ho gai hai ya nahi nahi hoi to kab kerwanay ka irada hai
[2] App kay zehan main app kay ideal [husband/wife] ka koi image hai
yani wo kesa ho ga / ho gi
[3] Appa apnay shadi main kia kia kerna chahatay hain ya kia kia kiya ?
[4] Apni shadi ka khail atay he kon sa gana zehan main a jata hai
[5] Jin frs ki shadi ho chuki hai wo apni shadi kay baray main kuch batain or jin ki shadu nahi hoi un kay shadi kay bad kay kia plan hain
Frs ager koi or batain meray zehan main ai to main add ker doon ga
Or main apnay javab kuch members kay javab kay bad dena chahon ga
Chalo ab jaldi jaldi say javab do i m w8ing </FONT>
Last edited by Banjara on Thu Mar 11, 2010 4:18 pm; edited 1 time in total (Reason for editing : color mistake)