Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......
Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......
Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
dosto aj main bohat dukhi hon muje pata chala hai k meri PARI ki shadi teh ho gai or ajj muje rona ahh gea 2 mahine se jitna sochta tah k PARI ne mere sath acha nai kia or main use bhulna chahta tah , par ajj utni hi yad ahh rhi hai woo, yar jis larke ki waja se us ne muje chora tah , wo larka PARI ko chor k kahin or shadi kar gea , Or PARI ne apne cuzn k sath shadi karne k liye han kar di , main PARI ko achi tara janta hon woo apne cuzn ko bilkul pasand nai karti , phir pata nai kion han kar di shadi k liye ,,,,,,,!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! aj muje us k bohat fikar ho rhhi hai or bohat yad ahh rhi hai yar main kia karon main use bhul nai pa rha ????????
dear muazzam sorry to say ma ap sa ya he kahon ga k pari na jo boya wo tu usa katna he ho ga na ya he dunya ka asol ha us na ap ko thokraya us ko kese aur na thukra deya aur asa ko yad kar k keya karna yaar jo ap ka ban he na saka aur koye waja hote yane us k gher wala na manta ya ap k gher wala na manta pher wo ap ko na melte tu pher manta hun k ap us ko yad karta tu theek tha mager us na ap jasa payar karna wala insan k sath dhuka keya ap ko chura tu pher us ko us ke saza tu mele ge na...................aur melte raha ge ese leya kahta hain k kese ka dil nahi torna chaye kiyon k ap b aik dil rakta ho....................thanks dear ap ko koch bura laga ho tu sorry muja pata ha kese k payar k bara ma koye koch kaha tu bura lagta ha mager muja dil sa dhuk hua k ap us k leya etna parsan ho es leya muja us k bara ma jo kahna sahe laga mane kaha......................aur ap koses karo us ko bhulna ke...........
yar mere ghar to aj b nahi pata k PARI muje chor gai hai abi kal hi abbu puch rhe the k PARI kesei hai or ammi kehtin hian main jati hon kisi din us k ghar use milne , or main har bar koi na koi bahana kar deta hon k PARI apni nanni k ghar gai hai ya kabi kehdetahon aj kal parhai men busy hai koi na koi bahana har bar , kion k yar app ko btaya tah na k dosri dafa esa hoa hai , pehli bar jab esa hoa tha to main ne bohat sii nind ki goliyan kha li 4/5 din behosh rha tah or meri yad dasht chali gai thi thik hote hi muje gharwalon ne pakistan se bahir bhej dia is liye k main yahan ah k sab bhul jaon ga or main In 6 sal men use bhul b gea tah ,,,,,,,, par yar pichle sal phir se piyar, or is bar main use khuna nai chahta tha or main 6 sal bad us k kehne pa pakistan chala gea use milne k liye ,,,, jab pakistan gea to is ne phone pe btaya k muje ik larka pasand ah gea hai main ne kuch nai kaha bas phone band kar dia or phir sham ko dubara Phone aya or kehti hai muazzam tum ne sari umar sath dene ka wada kia hai ab kia hoa dosti khatam kar di tum ne kion k hum bohat ache dost the or bad men muje us se piyar hone laga tah , PARI ki khushi men meri khushi thi is liye main ne use kaha thik hai main kabi tum ko ainda ye nai kahon ga k muje tum se muhabbat hai tum meri pele jesi dost hi ho ,, or main ne us ki khushi k liye dosti dil se nibhane ki koshish ki thi par woo ab muje se bolna chorna chahti thi kion k us k boyfriend ko pata chal gea tha k muazzam PARI ko piyar karta hai or us ne PARI ko mana kar dia or PARI ne bila waja muj se lardai kar di or bad men bilkul bat karna chor gai , bass phir 10 din bad ki main ne paris ki tikt li or yahan ah gea pele ki tara use bhulne k liye par ise bhulna bohat hi mushkil hai mere liye 004 004 004 004 004 004 004
kabhi kabhi zindagi main kisi ko bhoolana bohat mushkil hota hai asay he jesay sans kay bina zinda rehna mushkil hota hai wesay he kisi ki yaad kay bina rehna bhi wesa he mushkil hota hai
dost tum aik kaam karo is kaam say tum apni zindagi main bohat farak mehsoos karo gay yaar tum us ki yaad ko apni kamzori nahi balkay taqat banao jesay koi bhi acha kaam kernay lago to ya socha kay ya us ko pata chala to bohat acha lagay ga or ager koi bura kaam karnay lago to ya socha kay ager us ko pata chala to kitna dukh ho ga
payar sirf jitanay ka naam nahi hai balkay payar nibhanay ka naam hai tum us ka payar nibhao na kay jitao ager wo tum say door jata hai to janay do ager such main wo tumhara he payar hai to ya tumharay pas loot ker zaroor ai ga warna ya samjho kay zaroor tumharay payar main koi na koi kami hai
muazzam tera aur koi hal ni tanun mukyan mar mar k seda karne wali koi mele na pher tun thk ho jayin ga aik bar esa hua do bar esa hua tum nahi sudre ab tum ko mukyan marni chyin ewin hi yar tun pareshn hota hai gusi ati hai muj ko tare pe ro ro k forum main salab laya hua hai pani kon nekle ga yahn se ab tun roya na to dekhna :040: :034:
hi dosto kese ho sab aur aj mare din main khas main ne yeh keya k main ne chane ki dal ka halwa banya pehli dafa banya magr maze ka bana banjara ab mangna nahi main tareka lekh dati hun cooking main wahn dekh k bana lena aur kah lena :035:
pehlay to sweera main tum say nahi bolata tum nay halwa banaya or muj ko nahi diya or saath main ya bhi keh diya kay main banjara ko nahi doon gi ya galat hai
or admin muj ko app kay seeday honay ka mukamal raz pata hai ab hum say kia parda jani
muj ko taareeqa nahi halwa chahiay kyun kay jab tak koi bananay wali nahi a jati main kesay banaon ga or is ka mutlab main tab tak halwa nahi kahon ga ;((
ab is ka to muje pata nahi k kab khelayun gi aur kab esa moka mele ga agr khela sakti to abi hi kela dati mana na karti main wese hi mana ni karti :flower: