misaal rakhta hai
Wo muhabbat ki kuch aisi misaal rakhta hai
k mujhse ziada hi mera khyal rakhta hai
bina kaha hi mera har dard jaan lata hai
mujh se le kr meri yaadiyan sambhal rakhta hai
wo hans k taal deta hai meri sab talkh baton ko
wo muj ko jeet lena mein kamal rakhta hai