Aadhi raat ka poora chand
Chup chup baten karta hai
Mere is veerane dil mei kon dustak karta hai
Chahon bhi to jan bhi jaon us ka nam
Per ek anjana khouf mujh ko draya karta hai
Soyi ankhon mein jaagey sapne
Mere raat ke sathi hain
Ankh khule to toot na jaey
Ye wham staya karta hai
Adhi raat ka poora chand
Chup chup abaten karta hai
Chup chup baten karta hai
Mere is veerane dil mei kon dustak karta hai
Chahon bhi to jan bhi jaon us ka nam
Per ek anjana khouf mujh ko draya karta hai
Soyi ankhon mein jaagey sapne
Mere raat ke sathi hain
Ankh khule to toot na jaey
Ye wham staya karta hai
Adhi raat ka poora chand
Chup chup abaten karta hai