Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu PoetryLog in

kya aj k zamane mai

power_settings_newLogin to reply
+7
~! R@JA !~
Mohabbat
SHAITAN
Bint . E . Hawa
palak04
Admin
Arzoo06
11 posters

description:4:kya aj k zamane mai

more_horiz

kya aj k zamane mai Icon12
Kya aaj k zamane main bagair dolat k
mohabbatt ki ja sakti ha

kya aj k zamane mai VerveeldAslam-O-alikum TM ...kia hallat hain , hope ur going u
gud.. ....Aik Thread ly k ai hun aur jawab talab hun..

"Kya aaj k zamane main bagair dolat k mohabbatt ki
ja sakti ha"kya aj k zamane mai JC_thinking

on Mon 26 Jul 2010 - 23:45

mai thoda sa aur include ker rahi hn

about a current affair on net?

is it right or wrong?
i mean kya yeh sach hota hai aj kal zyada tar yehi dekha jaa raha hai
k sab in kaamon mai zyada busy hain aur kya internet pe bhi bhala true love ho sakta hai? kya aj k zamane mai 748282

so frndz sab apne ache ache comments den ta k dosre log in sab chizon se aware hon

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
nice topic arzoo ...

mera keyal ma tu mohabbat karna k leya pesa ke zarorat nahi hote ha kiyon k mohabbat ke nahi jate ha balk kud ba kud ho jate ha aur jahan tak mohabbat pana ka talok ha tu mara keyal ma us k leya pesa kafe hameyat rakhta ha mager pher kesmat ke baat b aa jate ha ager ap k pass pasa b ho kesmat ache na ho tu pher b mohabbat nahi pa sakta ap .....

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
i agree
thanks

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
nyc thread arzoo
zaroori nahi k her koi paison k liye muhabat kerta hai duniya itni wasie hai k her tarah k log yahan majoood hain
yeh baat alag hai k sachi muhabat ab bohat kam hai naseeb walo ko hi milti hai baqi sab to dokha hai jaisa k ap ko belive nahi in sab cheezon mai beshak sachi hun ya jhuti
duniya mai her kisam ki item hai i mean her tarah k log to 30% to real love ho ga hi aur 70% fareb aur dolat se bhi her koi pyar to nahi kerta lekin alehda baat hai paisa her koi chahta hai.

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
ap ko kaise pata

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
Admin wrote:
nice topic arzoo ...

mera keyal ma tu mohabbat karna k leya pesa ke zarorat nahi hote ha kiyon k mohabbat ke nahi jate ha balk kud ba kud ho jate ha aur jahan tak mohabbat pana ka talok ha tu mara keyal ma us k leya pesa kafe hameyat rakhta ha mager pher kesmat ke baat b aa jate ha ager ap k pass pasa b ho kesmat ache na ho tu pher b mohabbat nahi pa sakta ap .....

i am agree with mr admin

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
یہ سچ ہے، کہ محبت پانے کے لیے دولت کی ضرورت ہوتی ہے، مگر دولت سے مراد اگر صرف رہپیہ پیسہ لیا جاتا ہے، تو یہ تصور غلط ہے۔

محبت میں کامیابی کے لیے پہلی شرط خلوص ہے۔
اور یہ خلوص و چاہت کسی امیر فرد سے بھی ہو سکتا ہے، متوسط طبقے سے بھی اور کسی غریب گھرانے کے فرد سے بھی۔

اگر ایک فریق خاصا دولتمند ہے، تو لازمی بات ہے، دوسرے فریق کو بھی اس کا ہم پلہ ہوناہی پڑتا ہے۔ اسی فرق کو مٹانے کے لیے بعض مرتبہ محبت بہت مہنگی پڑ جاتی ہے۔ ورنہ تو پیار کرنے کے لیے کسی روپے پیسے کی ضرورتنہیں ہوتی۔

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
agree wid u dear uncle

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
SHAITAN wrote:

very nice

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
nice thread arjoooooooooooooo
agree with admin

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
PEHLY LEHL KI BAAT OR THI MGER AJ KAL K ZAMANY MAIN LOGON MAIN HAWAS OR LALACH PAIDA HO GAI HY IS LIYE AJ KAL K ZAMANY MAIN BGAIR PAISY K KOI KISI SE PYAAR NHE KERTA.AJ KAL K ZAMANY MAIN LOG PAISY K LIYE LOG KUCH BHE KERNY KO TYAAR HAIN.NICE THREAD ARZOO.

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
thanks

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
AAP BHE KUCH COMENTS DY DO NA

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
mai kya comments don

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
JO DIL MAIN AATA HY WOHE?

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
kya ata hai
oh yeh ata hoga arzoo se jhagarna kaise hai kya aj k zamane mai 366692

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
NHE MAIN AAP SE JHGRA NHE KER SAKTA OR NA KABI SOCHA HY

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
jhute jhagra kertey ho roz jhagra hota hai kya aj k zamane mai 241106

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
SACH KEHTA HOUN MAIN JHGRA NHE KERTA

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
Arzoo06 wrote:

kya aj k zamane mai Icon12
Kya aaj k zamane main bagair dolat k
mohabbatt ki ja sakti ha

kya aj k zamane mai VerveeldAslam-O-alikum TM ...kia hallat hain , hope ur going u
gud.. ....Aik Thread ly k ai hun aur jawab talab hun..

"Kya aaj k zamane main bagair dolat k mohabbatt ki
ja sakti ha"kya aj k zamane mai JC_thinking

mai thoda sa aur include ker rahi hn

about a current affair on net?

is it right or wrong?
i mean kya yeh sach hota hai aj kal zyada tar yehi dekha jaa raha hai
k sab in kaamon mai zyada busy hain aur kya internet pe bhi bhala true love ho sakta hai? kya aj k zamane mai 748282

so frndz sab apne ache ache comments den ta k dosre log in sab chizon se aware hon

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
ARZOO NET PER SIRF DHOKA HOTA HY BAQI KUCH NHE KOI KOI KHUSHNASEEB HO SAKTA HY JIS KO NET PER SACHA PYAR HO JAYE OR WO US KO PAA LY.

Dear bahot sa log mare es baat sa agree karen ga k net par suchi doste ho sakte ha ager doste ho sakte ha tu sucha payar b ho sakta ha ..... payar hona k leya koye jaga maksos nahi ha k ya kese park ma ho ga ya gale ma ho ga ya k net par ho ga sucha payar kese b jaga ho sakta ha ....

aur ya koye sune sunye baat nahi bul raha hon ...

es ke jete jagte 2 mesalen hain mara pass aik mara apna tujarba aur dusre mesal humara forum k member SHAITAN ...

SHAITAN sahab ke apne 2nd wife k sath un ke mulkat net par he hoye the ...

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
raja_jasim2008 wrote:
ARZOO NET PER SIRF DHOKA HOTA HY BAQI KUCH NHE KOI KOI KHUSHNASEEB HO SAKTA HY JIS KO NET PER SACHA PYAR HO JAYE OR WO US KO PAA LY.

nahi jasim ma ap ke baat sa belkol b agree nahi hon dekho dear net ho ya koye b jaga ho koye b alaka ho ager wahan par 100% ma sa seraf 4% log bura hon ga tu dusra log us alka k sara logo ko he bura samjna soro kar dain ga wo he muhawra bad sa badnam bura ..... ya he hesab net par b hua ha yahan net par seraf 4% log he bura hain jes ke waja sa har net user badnam ho gaya ha jasa k ap k reply ke pahle line sa lagta ha .....

ager ap mare baat sa agree nahi karta ho tu ap k leya aik sawal ha ( keya net par ap kese ko payar ma dhuka do ga ... ???? )

aur ap ke dusre line k wo khusnseeb he ho ga k jes ko net par sucha payar ho jaya...
tu es k leya b wo he jawab jo uper wale post ma main na arzoo ko deya ha ..

3esre baat ap na kahe k wo bahot khusnseeb ho ga jes ko asa payar mel jaya yane net par keya gaya payar mel jaya ..
tu jasim dekho asel life net k alwa jo hote ha us ma jes ko us ka payar melta ha keya wo khusnaseeb nahi hota payar kese b jaga ho us ko paa lana bahot bare khusnasebe ha ....

aga har insan ka apna demag hota ha jo us ko ALLAH TALA na deya hua ha us sa kam la tu insan ko samj aa sakte ha k ya dhuka ha ya k such ha

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
sir admin sab pehli baat jo aap ne kahe hy k kisi bhe elaky main 100% main se 4% log bury hun gy main is baat se agree nhe kerta hun kyo k yeh age 7,8 sall pehly ki baat hoti to main maan jata mger aj kal k zamany main na mumkin hy kyo k aj kal k zamany main baap bety ka or beta baap ka dushman bana hua hy to aap kesy keh sakty ho k 4% log bury hain han.or rahe baat tajurby ki to aik baat btata chalun net per bhe or real life main bhe apne ltna tajurba hy k aap soch bhe nhe sakty ho.
shaitan sab ki jo aap ne baat ki main agree kerta hun kyo k mery bhe kuch log janany waly hain jin ki shadiyan net ki badolat hui hain.
REAL LIFE MAIN JO PYAAR KERTA HY WO BHE AJ KAL K ZAMANY MAIN LOG HAIN MGER KAM HAIN MAGER JO KERTY HAIN TOOT KER PYAAR KERTY HAIN YEH HAQEEQAT HY MAIN IS HAQEEQAT KO MANTA HUN.
net per bhe ho sakta hy mger main boht se logon ko bhe janta hun jin k sath mera uthna bethna bhe hy wo larkian ban ker larkon se dosti or pyaar k khail khailty hain or un se mukhtalif tareeqo se paisy batorty hain.mger larky un ki awza un ki baat or un ka lehja pehchan nhe sakty ab aap btao?
main aap ki baat kesy manuo?

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
jasim wrote:
sir admin sab pehli baat jo aap ne kahe
hy k kisi bhe elaky main 100% main se 4% log bury hun gy main is baat se
agree nhe kerta hun kyo k yeh age 7,8 sall pehly ki baat hoti to main
maan jata mger aj kal k zamany main na mumkin hy kyo k aj kal k zamany
main baap bety ka or beta baap ka dushman bana hua hy to aap kesy keh
sakty ho k 4% log bury hain

dear dekho jo ya bab beta ka dusman bana hua ha ya beta bab ka dosman bana hua ha es ke waja dolat ha aur ese dolat ke waja sa wakte jazbat ma aa kar bab beta ko ya beta bab ko katel kar data ha mager ya seraf us wakt ka gusa aur jazbat hota hain asa log bad ma bahot he zayda pastate hain .....

ap apna elaqa k muja seraf 4 wakeyat asa bata do jen ma kese bab ma apna beta ko ya beta na apna bab ko katel keya ho ..... ??

kher dear ma ya jazbat ma hona wala juram ya buraye ke baat nahi kar raha hon mara jo 4% wale baat the wo es hesab sa the k jo ade mujram hain wo masra ma kam hain mager pher b pora masra badnam ho kar ra gaya ha ese tara net par b asa log jo ade hain asa logo k dilo k sath kahlna k un ke tadad b bahot he kam ha mager un koch logo ke waja sa sara net badnam ho gaya ha .....

jasim wrote:
REAL LIFE MAIN JO PYAAR KERTA HY WO BHE AJ KAL K ZAMANY MAIN LOG HAIN MGER KAM HAIN MAGER JO KERTY HAIN TOOT KER PYAAR KERTY HAIN YEH HAQEEQAT HY MAIN IS HAQEEQAT KO MANTA HUN.

dear real ma mean net k alwa jo payar hota ha na us ke suchye ma ap ko batata hon ap kese ko dakhta ho ap ko us ke husan acha lagta ha tu ap kahta ho haya humain tu payar ho gaya ha aur dear jo payar kese k husan sa hota ha wo 2 din ka he hota ha melna k bad b ya pahla b ..
net par jo payar hota ha wo bagar dekha hota ha kese ke adaton sa kese ke ro sa aur wo he payar sucha hota ha jo kese ke adaton kese ke baton kese ke ro sa ho ...

jasim wrote:
net per bhe ho sakta hy mger main boht se logon ko bhe janta hun jin k sath mera uthna bethna bhe hy wo larkian ban ker larkon se dosti or pyaar k khail khailty hain or un se mukhtalif tareeqo se paisy batorty hain.mger larky un ki awza un ki baat or un ka lehja pehchan nhe sakty ab aap btao?

dear ya jo larke ban kar ya pesa batorna wale baat ap na kahe ha ya 2 din chalte ha us k bad bawakuf sa bawakuf insan ko b pata chal jata ha k agla larke ha ya larka ha aur ya payar nahi hota ha seraf 100 k card k leya koch logo ke bewakufe hote ha aur asa logo par dulat lotana wala b bahot bara bawakuf hota hain dear abe tum payar ka matlab he nahi samja ho k hota keya ha yahan bat sucha payar ke ho rahe ha ya nahi bula ja raha ha k net par kon zayda maza karta ha jab tum ya samj jao ga k sucha payar hota keya ha tab mare baat sa b agree ho jao ga ...

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
privacy_tip Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
power_settings_newLogin to reply