Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu PoetryLog in

kya aj k zamane mai

power_settings_newLogin to reply
+7
~! R@JA !~
Mohabbat
SHAITAN
Bint . E . Hawa
palak04
Admin
Arzoo06
11 posters

description:4:kya aj k zamane mai

more_horiz
First topic message reminder :

kya aj k zamane mai - Page 5 Icon12
Kya aaj k zamane main bagair dolat k
mohabbatt ki ja sakti ha

kya aj k zamane mai - Page 5 VerveeldAslam-O-alikum TM ...kia hallat hain , hope ur going u
gud.. ....Aik Thread ly k ai hun aur jawab talab hun..

"Kya aaj k zamane main bagair dolat k mohabbatt ki
ja sakti ha"kya aj k zamane mai - Page 5 JC_thinking

on Mon 26 Jul 2010 - 23:45

mai thoda sa aur include ker rahi hn

about a current affair on net?

is it right or wrong?
i mean kya yeh sach hota hai aj kal zyada tar yehi dekha jaa raha hai
k sab in kaamon mai zyada busy hain aur kya internet pe bhi bhala true love ho sakta hai? kya aj k zamane mai - Page 5 748282

so frndz sab apne ache ache comments den ta k dosre log in sab chizon se aware hon

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
WAH G WAH BOHT ACHY

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
ok

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
arzoo koi real me true love ni nibhata net pe kya ho ga

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
SHAID AB ARZOO SAMJ JAYE AAP KI BAAT

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
g ho skta hai

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
ab thik hai

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
ok g thik hai

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
Yaha B Fight KarinG..

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
hame to yaha fight nazar ni ai

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
mai fight kerti nahi hn
pata nahi kyu sab ko lagta hai

aur mai already tumhari baat se agre hn

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
Innocent Girl wrote:
سب دھوکہ ہی ہے نٹ پر کیا لڑکیاں کیا لڑکے بس دلگی ہی ہوتی ہے نٹ پر جب دل بھر جاتا ہے تو چھوڑ دیتے ہیں۔

Innocent Girl wrote:

ایڈمن جی مجھے پتہ تھا آپ کا جواب کچھ ایسا ہی ہو گا ابھی تک اس کا جادو جو نہیں گیا جب جائے گا تو آپ تب سمجیں گے کہ یہ نٹ پر سب دل لگی ہوتی ہے

haan je ap ko tu sahad net use karta b 100 saal ho gaya hain es leya ap ko zayda pata ha muj sa ..... kya aj k zamane mai - Page 5 67064

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
thik kha g admin k ilawa kise zyada pta ho skta hai

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
mujheeeeeeeeeeeeeee Tongue sticking chee

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
tme kaise

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
arzoo06 wrote:
on Mon 26 Jul 2010 - 23:45

mai thoda sa aur include ker rahi hn

about a current affair on net?

is it right or wrong?
i mean kya yeh sach hota hai aj kal zyada tar yehi dekha jaa raha hai
k sab in kaamon mai zyada busy hain aur kya internet pe bhi bhala true love ho sakta hai?

so frndz sab apne ache ache comments den ta k dosre log in sab chizon se aware hon

Dear Arzoo : Mumkin hai tumhen meri baat ki suchaee ka yaqeen na aaey, mager forum ke kuch sathi janty hein, (jesy Admin, Musa, Killergirl, محبوب ,Banjara, faisal, aur bahut dosrey ), ke aaj ke Internet ki daur main bhi Payar aik attal haqiqat hai.Ager 95% tadaad aisy logon ki hai, ju mehuz chund dinun ke leiy aik dowrey ke dost ya sathi bun'ty hein aur phir hamesha ke liey bichad jatey hein.
Mager 5% aisay loog abb bhi hein, jo Internet per bhi dosti hu ya dushmani , ussey apny anjam tuk puhncha ker hi dum lety hein.

Subhi per bud-gumani achi baat nahi hoti.

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
hehehehe
bud gumani matlab tharki uncle

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
Arzoo06 wrote:
hehehehe
bud gumani matlab tharki uncle

Tumhari seenkdun posting ko dekhny ke baad, aaj main iss natejy pahunch gaya hun, ke ke tumhari kisi thread/post ka reply kerna bhi aisa hi hai,jesa ke bhains ke aagey been bajana.

Sanjeedgi aur matanut sey tumhara door ka bhi wasta nahi hai.

Tum dosron ki kamzooriun per tu hunsti hi hu, mager apni na-samjhi ko bhi qehqahun mein udany ki aadi mujrim bun chuki hu.

Tumhari post ka yea Aakhri reply hai, aaj ke baad, main tumhari kisi bhi post ko reply krney ka mustahiq nahi samjhunga.

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
arey arey shaitan jee bachon ki baton ka bura nahi mantay
waqt kay saath saath wo samaj jatay hain
abhi is ki khailnay koodanay kay din hain
is liay is ki baton ka bura na mano
is kay liay main app say mazarat chahata hoon

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
SHAITAN wrote:

ab mai ap se bud gumani matlab hi pucha hai mun bnane ko to nahi kaha uncle
barde choton ko samjhate hi nahi hain aj kal Batting eyelashes or

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
Banjara wrote:
arey arey shaitan jee bachon ki baton ka bura nahi mantay
waqt kay saath saath wo samaj jatay hain
abhi is ki khailnay koodanay kay din hain
is liay is ki baton ka bura na mano
is kay liay main app say mazarat chahata hoon

mai bardi hn bachi nahi
pata nahi sab ko bachi ku lagti hn Rolling eyes smiley

description:4:Re: kya aj k zamane mai

more_horiz
privacy_tip Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
power_settings_newLogin to reply