Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu PoetryLog in

descriptioncompletewo Larki b Ik ajeeb paheli thi

more_horiz
Wo larki b ik ajib paheli thi
piyase hont the ' Ankh Samunder jesi thi
Suraj use dekh k pila parta tha
Wo Sarma Ki dhup men Dhal Kar nikli thi
Is ko apne Saye se dar lagta tha
Soch k Sehra men woo tanha Harni si thi
Aje jate Mosam use Daste The
Hasti Hasti Palkun se Roo parti thi
Adhi Rat guwa Deti thi Chup re kar
adhi Rat k Chand se batein karti thi
Dur se Ujre mandir desa Ghar us ka
Wo apne ghar men ik'lauti dewi si thi
tez huwa ko rok k apne anchal par
sukhe Phool ikathe karti phirti thi
Sab par zahir kar deti thi bhed apna
par sab se ik tasveer chup k rakhti thi
Kal sham Chakna chur hua Dil us ka
ya phir pehli bar woo dil khol k roi thi
MOHSIN kia Jane Kion Dhup se be parwa
Wo apne Ghar ki Dehliz par Bethi thi ?

descriptioncompleteRe: wo Larki b Ik ajeeb paheli thi

more_horiz
very nice jnab thanks

descriptioncompleteRe: wo Larki b Ik ajeeb paheli thi

more_horiz
bohat khoob dear kafi mushkil ilfaaz use kiye hain apne

descriptioncompleteRe: wo Larki b Ik ajeeb paheli thi

more_horiz
hmm nyc .

descriptioncompleteRe: wo Larki b Ik ajeeb paheli thi

more_horiz
Yar Ye To Uncle MOHSIN NAQVI Ne Likhe Hain Main Ne To Bas Dubara Tehrir Kiye Hain Alfaz

descriptioncompleteRe: wo Larki b Ik ajeeb paheli thi

more_horiz
privacy_tip Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
power_settings_newLogin to reply