aak hotal ma 3 log jaatay hain.chowkidar kehta hai k aak code batao phir hi main aander janay du ga.
chowkidaar pehlay aadmi sy kehta hai six .phir aadmi kehta hai 3 chowkidar oss ko aander janay deta hai.
phir chowkidar dusaray sy kehta hai twelve . iss per aadmi kehta hai 6 chowkidar oss ko bhi aander janay deta hai.
phir chowkidar teesre sy kehta hai eight . ab ap ko ye batana hai k wo aadmi kya kehay ga jis per oss ko chowkidar aander janay dy ga....