saath rota tha meray saath hansa karta tha....
wohi ek shakhs jo meray dil main basa karta tha....
meri chahat ka talabgar tha woh is kadar k....
namazoon main b dua karta tha...
aik pal ka bicharna gavara na tha usko....
rote rote woh mujhe khud se juda karta tha...
meray dil main woh raha dharkan ban kar...
aur saey ki tarha saath chala karta tha...
rog-e-dil jo laga betha tha anjanay main Faraz....
meri agosh main marnay ki dua karta tha...
baat kismat ki hay juda ho gaey hum warna....
woh to mujhay takdeer kaha karta tha....