Saath jee na sake , tho socha mar hi jaaye
Par kya pata tha hame ke marna itna asaan na tha
Dard saha dono ne Judaai ka iss kadar yaaro
Na chahte hue bhi kadwa ghoot peena itna asaan na tha
Jante hai hum Kitne bechain hue the dono ke dil
Til Til kar tadapna aur yaado mea jeena itna asaan na tha
Kaai thi hamne bhi kasme jeene marne ki pyaar mea
Par unn Halaat mea apna Dam thodna itna asaan na tha
Duniya k pairo pe gir ke mangi thi Mohabbat ki duhai
Par sayad Duniya ko apna Dard samjana itna asaan na tha
Jaante hai kaise sambhala hai hamne khud phr se yaar
Gum ko chupa seene mea Mehfil me Hasna itna asaan na tha