jasim wrote: sir admin sab pehli baat jo aap ne kahe
hy k kisi bhe elaky main 100% main se 4% log bury hun gy main is baat se
agree nhe kerta hun kyo k yeh age 7,8 sall pehly ki baat hoti to main
maan jata mger aj kal k zamany main na mumkin hy kyo k aj kal k zamany
main baap bety ka or beta baap ka dushman bana hua hy to aap kesy keh
sakty ho k 4% log bury hain
dear dekho jo ya bab beta ka dusman bana hua ha ya beta bab ka dosman bana hua ha es ke waja dolat ha aur ese dolat ke waja sa wakte jazbat ma aa kar bab beta ko ya beta bab ko katel kar data ha mager ya seraf us wakt ka gusa aur jazbat hota hain asa log bad ma bahot he zayda pastate hain .....
ap apna elaqa k muja seraf 4 wakeyat asa bata do jen ma kese bab ma apna beta ko ya beta na apna bab ko katel keya ho ..... ??
kher dear ma ya jazbat ma hona wala juram ya buraye ke baat nahi kar raha hon mara jo 4% wale baat the wo es hesab sa the k jo ade mujram hain wo masra ma kam hain mager pher b pora masra badnam ho kar ra gaya ha ese tara net par b asa log jo ade hain asa logo k dilo k sath kahlna k un ke tadad b bahot he kam ha mager un koch logo ke waja sa sara net badnam ho gaya ha .....
jasim wrote: REAL LIFE MAIN JO PYAAR KERTA HY WO BHE AJ KAL K ZAMANY MAIN LOG HAIN MGER KAM HAIN MAGER JO KERTY HAIN TOOT KER PYAAR KERTY HAIN YEH HAQEEQAT HY MAIN IS HAQEEQAT KO MANTA HUN.
dear real ma mean net k alwa jo payar hota ha na us ke suchye ma ap ko batata hon ap kese ko dakhta ho ap ko us ke husan acha lagta ha tu ap kahta ho haya humain tu payar ho gaya ha aur dear jo payar kese k husan sa hota ha wo 2 din ka he hota ha melna k bad b ya pahla b ..
net par jo payar hota ha wo bagar dekha hota ha kese ke adaton sa kese ke ro sa aur wo he payar sucha hota ha jo kese ke adaton kese ke baton kese ke ro sa ho ...
jasim wrote: net per bhe ho sakta hy mger main boht se logon ko bhe janta hun jin k sath mera uthna bethna bhe hy wo larkian ban ker larkon se dosti or pyaar k khail khailty hain or un se mukhtalif tareeqo se paisy batorty hain.mger larky un ki awza un ki baat or un ka lehja pehchan nhe sakty ab aap btao?
dear ya jo larke ban kar ya pesa batorna wale baat ap na kahe ha ya 2 din chalte ha us k bad bawakuf sa bawakuf insan ko b pata chal jata ha k agla larke ha ya larka ha aur ya payar nahi hota ha seraf 100 k card k leya koch logo ke bewakufe hote ha aur asa logo par dulat lotana wala b bahot bara bawakuf hota hain dear abe tum payar ka matlab he nahi samja ho k hota keya ha yahan bat sucha payar ke ho rahe ha ya nahi bula ja raha ha k net par kon zayda maza karta ha jab tum ya samj jao ga k sucha payar hota keya ha tab mare baat sa b agree ho jao ga ...