Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......





















Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......




















Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu PoetryLog in

descriptioncompleteEssential Of Ramazan-ul-Mubarak & Related Information...

more_horiz
RAMZAN UL MUBARAK

KI BARAKAT

Hazarat ALI karam allah wajah Ravi hain: k Nabhi Kareem S.A.W ny

Ramzan ul Mubarak ki Tees (30) Raaton k bary mai bataya..

Ramzan ki pehli Raat Momin Gunahon sy bilkol Pak ho jata hai…
Dosri Raat Momin k ouz isky Waldain ko baksh deya jata hai…
Teesri Raat iski tammam sabka khatain Maff ker di jati hain…
Chothi Raat k abid ko Tuoraat, Zabur, Ingeel or QURAN* Pak ka sawab milta hai…
Panchvi Raat k Abid ko Masjid-e-Haram, Masjid-e-Nabwi or Masjid-e-Aqsa ka baraber sawab milta hai…
Chhati Raat k Ebaadat Guzar ko Bait-ul-mamor k Tawaf ka sawab milta hai…
Satwen Raat k Ebaadat kerny waly ko itna sawab milta hai Jitne Hazarat Ibrahim(A.S) per Rahmaten barasti hain…
Athwen Raat k Abid ko Itna sawab milta hai Jesy kisi ny Firown k khilaf Hazarat Mousa(A.S) ki Emdaad ki ho…
Nowen Raat k Abid ko Peghambaron ki Ebaadat k braber sawab milta hai…
Daswen Raat ko Duniya bhar ki Khubiyan atta hoti hain…
Ghiyarwen Raat k Abid ko Mout k waqt Gunahon sy Paak ker deya jata hai…
Bahrwen Raat k Abid ka Chehra Roz-e-Qayamet Chand ki tarah Roshan hoga…
Tehrwen Raat mai Beshaarat hai k Roz-e-Dar Roz-e-Qayamet Tammam Afsos sy Mehfouz hoga…
Chohdwen Raat ko Khush khabri hai k Roz-e-Qayamet Roz-e-Dar ki gawahi ALLAH k Hazoor Roza Khud dy ga…
Pandhrwen Raat mai Roz-e-Dar per Farishty Rahmaten Behjty hain…
Solhwen Raat k Roz-e-Dar k leye Jan’nat mai Maqam or Jhan’nam sy nijaat ki Khushi hai…
Satrhwen Raat ko Roz-e-Dar k amaal nama mai Ambiya ki Ebaadat k baraber sawab darj hota hai…
Atharwen Raat mai ALLAH TALLAH Roz-e-Dar or Isky Waldain sy Razi hota hai…
Uniswen or Beeswen Raat ko ALLAH TALLAH Roz-e-Dar ko Shuhda’a k Baraber sawab milta hai…
Ekkeeswen Raat ko Roz-e-Dar k leye Jan’nat mai Noor ka Mehal Tayar keya jata hai…
Baiswen Raat k Ebaadat Guzaar ko Maydany Hashar mai tammam Ghamo alam sy barri ker deya jata hai…
Taiswen Raat k Ebaadat Guzaar k Nam-e-Amaal mai Chalees(40) sala Ebaadat likh di jati hai…
Chobeeswen Raat k Ebaadat Guzaar k leye Pul Sarat sy Bijli ki Raftar sy Guzarny ki Beshaarat hai…
Pacheeswen sy Athaiswen Raat k Ebaadat Guzaar k Dar Jaat Buland hony ki Khush khabriayn hain…
Unatees ta Tees Ramzan ki Raat Ujrat ki Adaigi ki Raaten hain or in Raaton mai sab sy zayada Enaam-o-Karaam sy nawaza jata hai….

descriptioncompleteRe: Essential Of Ramazan-ul-Mubarak & Related Information...

more_horiz
hmmmmmm nice info thx 4 sharing

descriptioncompleteRe: Essential Of Ramazan-ul-Mubarak & Related Information...

more_horiz
hmm nice info .

descriptioncompleteRe: Essential Of Ramazan-ul-Mubarak & Related Information...

more_horiz
privacy_tip Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
power_settings_newLogin to reply