woh jo bekhauf mohabbat ka hunar deta hai
haan wahin shahks bichharnay ka bhi darr deta hai
pyaar bhar deta hai urney ki tamanna dil mein
aur mere pankh bhi patthar ke woh kar deta hai
mere hisse ke khuda ghum toh mujhe milate hain
mere hisse ki tu sab khushiya kidhar deta hai
rishta hi pyaar ka hota hai ik aisa rishta
tanaha duniya se jo larne ka jigar deta hai