Mere sari zaindagi ko be samar kiya usny.
Umar mari thi magar is ko basar usny kiya.
Mai bohat kamzor tha is mulak main hijrat k baad,
Par mujhe is mulaq mai kamzor us ne kiya,
rahbar mere bana gumraah karne k liye.
Mujh ko sidhe raste se darbadar usny kiya,
Shehr ko barbaad kar k rakh diya usny
NaiNi
Shahr par ye zulm mere naam par usny kiya,