salam doston
kesay ho app sab umeed kerta hoon khariyat say ho gay doston aj main akalay main betha hova tha to kuch soch raha tha to socha kay kyun na main apni ya soch app say bhu share karon
ya koi ekwal-e-zaren nahi hai ya sirf meri aik soch hai muj ko samaj main nahi aya kay is ko kaha post karon yani kon say section main is liay meray zehan main ya section a gaya is liay yaha post ker raha hoon
[1] hum log aksar jab gunnah kerty hain to kehtay hain kay Allah bohat raheem hai kareem hai wo hamara ya gunaah zaroor maf ker day ga tab hum ya kyun nahi sochtay kay wo raheem honay kay saath saath jabbar bhi hai ager wo rehman hai to qahhar bhi hai ager hum ya sochain to zaroor hum sab ya gunnah choor dain gay
[2] aksar hum kertay hain kay Allah nay jannat hum mominon kay liay banai hai or aik na aik din hum us main zaroor jai gay or ya such bhi hai ager hum ya sochain kay jab jahanum banai gai thi to tab kaha gaya tha kay aj hum nay aik asi aag banai hai jis ka ehndan insan or phather hain ager hum ya sochain to zaroor hum juhanum kay dar say gunnah chor dain gay
[3] hum log aksar Allah ki namaton say khush nahi hotay un say naraz ho jatay hain jesay beti , barish, beemari, or mehman ya sab Allah ki nemat hai mager hum is say khush nahi hotay balkay is kay barakas hum Allah kay Azab say khush hain jesay sood [interest] jahaeez geebat or jooth ager hum is per goor karain to hum in gunanahon say bhi mehfooz ho jain gay
[4]aksar hum ya kehtay hain kay Allah tu nay ya ker diya hai ager tu chahata to hamara ya ho jata wo ho jata ager hum sochain to asa kehnay say hum ya keh rahain hain kay Allah tallah apna kaam theek say nahi keratay asa kehnay say hum kufar kertay hain or ya aik bohat bara gunah hai ager goor karain or kosish karain to hum ya gunnah bhi chor saktay hain
doston ya ceehain aik aik cheez main nay bohat arsa pehlay mukhtalif jaga per perhain thay in sab ko joor ker main nay ya batain banai hain is liay in main koi galti hoi ho to plz muj ko zaroor batain ta kay main is ko durust ker sakon