Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......





















Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Aslam-O-Alekum
mhotram guest ager ap www.presmurdu.com k member hain tu yahan sa login hun....
ager ap member nahi hain tu yahan sa ap humara es forum ma Register ho sakta hain.......




















Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu Poetry
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Presmurdu - Pakistani Urdu Forum | urdu shayari | Urdu Islam | Design Urdu PoetryLog in

descriptioncompleteanmol mote

more_horiz
ap tufan ko rok sakte hian ?
ap zanzale ko rok sakte hian ?
barhape ko rok sakte hian ?
gam ko rok sakte hian ?
nahi ?
to pher khud ko rok legaye
guna karne se zulam karne se warna
bal se barek talwar se tez pul sarat se hum kese guzarin ge
jese aik makri apna bari jesam aik barek nazar na ane wali tar k
zareye aik dewar se dusrei dewar tak le jati hai


===================================



buzurg kehte hian sabar har mushkla ka hal hai
agr sabar karan hi mushkla ho to ???
sabar aik karwa darakhat hai aur is ka phal sehad se b metha hai

========================================

yeh mat dekho sabak dane wala kon hai

yeh dekho sabak keya hai
acha sabak bure admi se b le lo
qabar khodna insan ne qawwe se hi sekha

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
A happy smiley THANX swera

Last edited by Admin on Sat May 02, 2009 9:35 am; edited 1 time in total

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
good work swera

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
hmmm nice sharing swera keep it up :023:

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
VERY NICE SWERA

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
HER KHOOBSOORET SHAI HASEL KERNAI KI KOSHISH MAT KERO.CHAND OR TARAI SIRF ASMAAN KI KHOOBSOORTI K LEYE HAIN DAMIN BHERNAI K LEYE NAHE............



MEHNAT KERO TUMHARI ZINDGI PHOOL KI TERHA RANGEEN OR SHAIHD KI TERHA MEETHI HO JAI GI.......................



ZINDGI KI SAB SE BERI FATHA NUFS PER KABOO PANA HAI.AGER NUFS NE DIL PER FATHA PA LI TO SAMJHO K WO DIL MURDA HO GYA HAI...................

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
hmmmnice raja jee but plz app apni knowledge new theard main lagaya karo kyun kay kuch dost aik bar theard main reply kernay kay bad dubara nahi atay is liay app apni knowledge new theard main lagaya karo

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
AGER BAWKOOF BAZAR NA JAIN TO BURI CHEEZAIN KON KHEREEDAY........




AYARI CHOTAY KAMBEL KI MANIND HAY IS SE SER CHUPAO TO PAIR NANGAY HO JAIN GAY............




APNI YADASHT LIKHNAIN WALAY DOOSROON KI BURAEYAAN YAAD REKHTAY HAIN OR APNI BHOOL JATAY HAIN................




DILLOON KO FETHA KERNAY K LEYE TELWAAROON KI NAHE BELKAY AMAL KI ZAROORAT HOTI HAI...............




BADNEEYAT WO HAI JO LOGOON KI BURAEYAAN TO ZAHAIR KERAY MAGER NAIKEYAAN CHUPAAY.............




JO SHAKS DOOLAT K ISTIMAAL SE DERTA HAY WO DOOLAT PANAY KA MUSTAHIQ NAHE.................




3EN CHEEZAIN INSAAN KO TABAH KER DAITI HAIN.HIRS,HASAD OR GHROOR.........




ACHI BAAT CHAHAY KISI NAI KEHE HO WO ACHI BAAT HAY USY GHOR SE SUNNO..............

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
ALLAH ke nazdik sab se pasandeda amal

waqt par namaz parhna or

waldian ke sath acha sulok kerna hai.


Aur sabr aur Namaz k zariye se madad Talb kero ,

Beshak Namaz zarur Muskhil Hai magar Unke Liye nai

jo Dil se Meri Taraf jhukte”



descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
hmmm nice sharing swera

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
INSAN APNI TOHEEN MAAF KER SAKTA HAI BHOOL NAHE SAKTA

JIS SE MUHABBAT KI JAYE US SE MUQABLA NAHE KYA JATA

KABHE NA GIRNA KAMAAL NAHE BAL-K GIR K SAMBHAL JANA KAMAAL HAI

KISI KO PAA LENA MUHABBAT NAHE BAL-K KISI K DIL MAIN JAGHA BANA LENA MUHABBAT HAI

KISI SE ROZ MIL K BATAIN KERNA DOSTI NAHE BAL-K KISI SE BICHER K YAAD
RAKHNA DOSTI HAI

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
anmol moti Naice sharing ......

descriptioncompleteRe: anmol mote

more_horiz
privacy_tip Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
power_settings_newLogin to reply