Jis waqat HAZRAT BAHA-UL-DIN ZAKRIA MULTANI(R.A) ka sawal howa tou aap ne 4 kror rupay tarka main choray Aap kay 4 betay thy .
Aap ki wafat kay baad bary bety HAZRAT SADAR-UL-DIN (R.A) masnad par bethay tou unho ne hukam dia.
"mery hisay kay aik kror rupay fuqraa main takseem kar diay jain"
Logo ne arz ki.
" Aap kay walad ne bawajod yaad-a-khuda kay 4 kror rupay jmma kiay or aap is tarah itni bari raqam khatam kiay datty hain"
Farmaya.
"Mery walad baray aali zarf thay un kay pas 4 kror thy. Phir bhi yaad- a-khuda mia karty thy.
Lemin mera yeh haal hai kay jab se suna hai kay mery hisay main aik kror rupay aay hain.
tarah tarah kay khayalaat aa rahy hain.
Mujay andesha hai in rupoon ki waja se main KHUDA se gafal na ho jaon.
Is liay in ko takseem kar dena he behtar hai.

Last edited by @::::Admin::::@ on Sun May 17, 2009 5:52 am; edited 2 times in total