yoon mera jazbatoon say kheel nahi
to aashiq hai tera mujh say koi mael nahi
main dost hoon ujalay main rahta hoon
muhabbat ki saza andheroon main sahta hoon
meri dosti say milta sab ko aik karaar
teri aashiqi ka sirf aik hi hai dildar
to rota hai muhabbat main apnay mahboob kay lya
main rakhta hoon dosti aansoo poochnay kay lya