Ye na soch k faqat tere naam liya krta hai
Ek deewana teri chahat main jia krta hai
Wo janta hai k tu us k muqadar me nahi
Phir b tujy har rooz yaad kiya krta hai
Kuch nahi mangta rub sy kabhi apne liye wo
Teri khushiyon ki dwa mang liya karta hai
Raat ko yaad main teri jo tarapta hai ye dil
Chand sy ja k teri baat kia krta hai.