Woh kyun itna yaad aa raha hai mujhe aaj,
Dil ka saaz to be-awaaz tha...
Yeh kaun si dhun sunayi de rahi hai mujhe aaj...
kya wajeh hai jo wo mere itna kareeb aa raha hai,
Aasman pe wahi chand kyun mujhe naya naya sa nazar aa raha hai aaj...
Meri hansi mai kyun usi ki hansi shaamil hai aaj,
Kya wajeh hai har raat Poonam ki raat lag rahi hai mujhe aaj...
baadal ki baahon me chand ko chupta dekh,
Wohi ajnabi kyun yaad aa raha hai mujhe aaj.